Wednesday, February 27, 2008

Friday, February 15, 2008

Tumana le ke ulfet ki mairay angan main wo aya

Muhabbat rog hai dil ka use yeah main nien samjhaya

Kaha us nien muhabbat ker shareeq-e-ghum bana mujh ko

Keroon ga main zamanay ki roshni se aashna tum ko

Huwa mujboor main yaro kiya iqrar ulfet ka

Laga dee jaan ki baazi samaj ker khail qismat ka

Huwi maloom phir us ki HAQEEQAT yeah zamanay se

Use TASKEEN milti hai kisi ka dil Dukhanay Se

Wednesday, February 27, 2008

ik Shair(2)

bacha ik hi rasta hai ab unke deedar ka
ke so jaoon din main aur khawab main dekhoon unko